5/07/2016

Facebook se blog ki traffic kaise badaye nice trick

Jab Ham Ek New Blog Banate hai, Uspe
Ham Bahot mehnat karte hai, jaise Ham
uski Design ko acche se Modify karte
hai,Pages,Posts & Widgets Add Karte hai.
Isme Really Bahot Mind lagana padta
hai.Starting me Hame Bahot mind
lagana padta hai, Ham Apne Blog me
Achhe Achhe Articles/Posts Likhte Hai,
Magar Fir Bhi Hamare Blog par Traffic
Nhi Aata.To Aaj Mai Aapko Facebook Se
Traffic Badhane Ke Important tips share Kar Raha Hu, Jinki Help se aap Apne Blog ka Traffic Badha Sakte ho.Anybloghelp.blogspot.com

Facebook Se Traffic Badane ke liye Mai
aapko Kuchh Tips Bata raha hu , jinhe
follow karke aap Apne Blog Par asaani
se traffic Increase kar sakteho.Facebook
pe Users Daily Badte hi ja rahe hai
aapko pata hi hai, Isse aap apne blog/
website ke contents ko jada se jada logo
tk share kar sakte ho, Agar Aapka
Business hai To ye aapke liye ek bahot hi Badhiya Platform hai apne Business ko Promotion karne ke liye.

Facebook se blog ki traffic kaise badaye nice trick
1. Join More Facebook Groups


Facebook Groups Ek Bahot Hi Fast
Tareeka hai Blog Par Traffic Badhane ke
liye.Facebook Groups me kaafi jada
members hote hai. hazaro-se-lakho tak
ek group me.Aap jada se jada facebook
Groups ko join karke Blog Traffic
increase kar sakte hai, Isse Detail se
Samjhte hai,

2. Apne Blog Ke Liye Facebook Group
Banaye


Aap Apne Blog/Website Ke Liye Khud Ka
Ek Facebook Par Group Banaye or Apne
Hisab se Usme Members Ko Add
Kare.Waha Aap Apne Blog Posts Ko
Share kar sakte Ho.Usme Aap Jada Se
Jada active Rahe Or Sirf Blog Post ya
content ke alawa Kuch Interesting &
Informative Post Bhi share kare jisse ki
aapke members ko bhi achha lage or wo Bhi Aapke Group me Active Rahe.

3. Apne Blog/Website ke liye Facebook page Banaye


Apne Blog/Website ka Facebook official
Fan Page Jarur Banaye. Or Apne Post ko
waha Share kar sakte hai.

4. Must Tag More Peoples


Jab bhi Aap Apne Content ko share kare To Jada se Jada Friends ya Peoples Ko
Tag Kare. Tag Karne Ka Fayda Ye Hai ke
Aap Apni Post me Share Karte Time
Jitne logo ko tag Karoge, To unko to
aapki Post ka Pata Chalega hi Iske Sath
Sath Jitne unlogo ke Circle me jitne bhi
Members Honge unhe bhi aapki post
dikhegi.

Tag sirf unhe kare jinse aap chat krte ho ya fir jinhe aapke Tag karne se koi
problem na ho. kyuki ye kisi bhi privacy hoti hai to is bat ka dhyaan rakhe.


Aap ko ye post kaisi lagi comment karke jarur bataye



EmoticonEmoticon