5/11/2016

Code box kaise add kare blog post mai

Hello blogger aaj aap ko me blogger me code box kaise add karte hai ye batane bala hu code box hota kya hai code box mai ek box hota hai jis mai aap apne blog mai  code add kar sakte hai  post mai code box add karne se visitor ko code ko copy karne mai asani hoti hai agar aap blog post mai koi bada code add karte hai to wo post ki loding time bhot leta hai kehne ka matlb hai ki wo post time jata leta hai open hone mai or is se hota ye hai ki aapke visitor ko dikhat ati hai chaliye jante hai

Code  box  kaise  add  kare  blog post mai

Anybloghelp.blogspot.com


Mai aap ko 1code box batane bala hu aap ko jo code box acha lage wo laga le aapne blog par 

1= ye bhot simple code box hai aap ko karna ye hai ki aap ko jo niche code diya hai use copy kar ke aapko post ke    '' HTML" me jaha pe code box add karna hai waha paste karna hai or yore text here ki jaha aap ko jo code box me add karna hai wo dale





agar aap ko code box add karne mai koi dikat ati hai to comment kar ke puch sakte hai or blogger and internet se related sawal vi puch sakte hai.


EmoticonEmoticon